Common Problems for Coding jurny and Solution.

 Pura Padhne ke bad problems se Pyar ho jayga.

Ham HTML,CSS,JS ak bar comlite kar lete hai or uski notes bhi bana lete hai or hamne thodi bahut practice bhi ki hoti hai jaise nav bar, form, table, etc.. ab jab sab complite ho jata hai to ham wesite bane jate hai lekin jab banana suru karte hai or nav bar ki width height bg color dete hai to yha tak to sab thik hota hai lekin jab nav bar ke andar ke element ko set karne ki bari aati hai to hamara dimag kam karna band kar deta hai or sabse jaruri chij jo hame karni chahiy vo ham nhi karte hai. !notes dekhna ye ham dekhte hi nhi hai or dekh bhi liya or problem ka solution hame mil bhi gya to vo aply hi nhi hota hai uske bad ham file ko close karke start karte hai to bhi thik nhi hota hai fir online search karte hai tab jakar thik hota hai tabtak hamari anargy khatam ho chuki hoti hai or motivation bhi khatam ho jata hai. 

Aise hi ham nav bar banana jab achhe se sikh lete haai or div ki sahayta ase thoda content apne page par dal lete hai to ham sochte hai ki chalo ak clon banate hai to ham ak side youtube se video dekhte hai or ak said coding karte hai to kuchh aisa hota hai ki jo vo video me karta hai vo hamare PC me hota hi nhi hai matlab vo video me apne element par style aply karta hai to ho jata hai or hamara hota hi nhi hai. 

Solution 

Ab ham firse paresan hone lagte hai ham apni puri anergy laga dete hai problem ko dhundane me firbhi problem jab nhi milti hai to ham ak ak word milane lagte hai jitna likha hai hamne or us youtuber ne milate - milate hame bas ak spling mistak dikhti hai jo hamne ki hoti hai or vo milne ke bad jo khushi milti hai Aisa lagta hai ki BHUSA ME SE SUE dhund nikala ho.

Aise hi problems aati hai or ham apne projects ko chhodte rhate hai ki bad me pura karenge kyuki mera elemetn set hi nhi ho rha hai ya logo nhi lag rha hai ya koe svg file hi kam nhi kar rhi hai. Ham ye bhul jate hai ki ham coder hai ham coding sikh hi esliy rhe hai ki problems ko solve kar sake na ki problems se bhage lekin bhagna bhi jaruri hai ham bhagenge fir use solve karenge aise hi problems ko solve karte - karte ak good coder bante hai matlab agar ham abhi coding sikh rhe hai to hame jitna ho sake utna practice karna chahiy or problems ko solve karna chahiy jisase hamara dimag problems ko dekhkar bhage na balki ye pata kare ki problem kyu aa rhi hai or fir use solve karne ke liy kae tariko ka estemal kare 1 se na ho to 2sre se karo nhi to 3sre se karo kisi n kisi se to problem solve ho hi jaygi or fir agar vo problem dobara aati hai to ham use aasani se solve kar lete hai.

Aisa karne se hamara dimag problem solving dimag banane lagata hai or problems solve karne me maja aane lagta hai problems se pyar ho jata hai. Ji ha ye vahi problem hai jo hamari puri energy le leti thi or ham esase bhagte the.

Thanks for Reeding.   

टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

Creat Your profile using HTML & CSS with my Source code.

Holi Project Shree Ram Website